Skip to main content
     

WAQT HAI TUMHARE PAAS ? | Hindi love poetry

waqt hai tumhare paas, tumhare paas mere liye waqt nahi hai, 	waqt shayari, waqt quotes, kabhi kabhi, kabhi sunao, kabhi suna hai, kabhi suna hai tumne, kabhi nahi suna, kabhi ayato padha tujhe, kabhi khat samajh ke padha diya, aankhon ki tareef in hindi, aankhon ki tareef karna, aankhon ki tareef quotes, aankhon ki tareef kaise kare, aankhon ki tareef shayari in hindi, aankho ki tareef, ankhon ki tarif,  hindi love poetry

Kabhi suna hai tumne ?
Kabhi padha hai tumne ?
Maine kitna sab kuch likha hai tum pe
Agar padha hai toh uss mein apna naam khojne ki koshish ki hogi tumne
Aur suna hai toh meri aawaz mein mohabbat mehsoos ki hogi tumne
Aao na , Kuch der baithte hain saath
Kaho mujhse , Kuch batao jaan ?
Kuch batao jaan ?
Aise hi liya karti thi na naam tum mera
Sune huye kaafi waqt bhi beet gaya
Pukaaro na , Phir se aaj
Kuch baat karni hai Waqt hai tumhare paas ?
Itni buddhu bhi tum ho nahin ki samajh na paayo yeh sab tum par likha hai
Itna attitude bhi mat dikhao na ki batao hi na ki kaisa likha hai
Mere upar koi ek line bhi likh dena toh main pagal ho jayun khushi se ki mujhe koi chahta hai
Tumhare upar toh poori diary bhardi hai
Tumhe lagta toh hoga na , Yeh pagal aise kyun karta hai
Accha naraaz toh nahin ho na
Ki aksar log aankhon ki tareef karte hain aur main tumhaare chashmo pe pada rehta hoon
Sach mein , Tum bohot acchi lagti ho
Woh black waale frames hi pehna karo
Khud socho , Itna koi sochta hai dusre ko
Yakeen nahin hota toh aazmaalo Pyar hai mujhko
Zara suno , Thodi hi der ke liye Karo toh mulakkat
Kuch baat karni hai Waqt hai tumhare paas ?
Tum bologi nahin toh mujhe samajh kaise aayega
Pata toh do , Tumhaare ghar mera khat kaise jayega
Ek minute , Kuch yaad aa raha hai
Tum bhi toh likhti thi
Ek dafa padhne ka mauka toh do , Bhejo kabhi
Mujhe pata hai mere liye nahin hoga
Par main jaan na chahta hoon ki itna khushnaseeb aur kaun hoga
Par ek baat toh pakki hai , Tumhe chah kar maine khud ko paa liya hai
Demand karo na , Phir se , Ek gaane ki Tumhe sunaana chahta hoon
Akele baithe-baithe bohot gaa liya hai
Samjho na , Chand lamhe hi dedo aaj
Kuch baat karni hai Waqt hai tumhaare paas ?
Kya meri aawaz kaan tak jaati hai tumhaare
Ya doosre kaan se bahar aa jaati hai tumhaare
Baatein bataana shuru karunga toh zaroori ho jaayegi
Chodh dunga sunaana toh adhoori ho jaayegi
Tumhe mere upar taras nahin aata kya ?
Ya aata hai ?
Aata hai toh dhang se jawab do
Itna kaun likhwaata hai ?
Aawaz de dena agar main tumse door jayoon
Par aana mat agar ek baar tumhe bhool jayoon
Kabhi achanak yun hi , Tumhaari zubaan pe
Mera naam aaya hai ?
Kuch baat karni hai Waqt hai tumhaare paas ?

Comments

  1. Indonesia onlione batting golcash The Joker123 10 Thousand Deposit Game is a game that has a lot of fans in Indonesia, because to play the Joker123 10 Thousand Deposit game;Sbobet Trusted Online Gambling Site Joker123

    ReplyDelete
  2. Such a great information for blogger i am a professional blogger thanks

    Download Best Mobile Trading App

    ReplyDelete

  3. Thanks for sharing.I found a lot of interesting information here. A really good post, very thankful and hopeful that you will write many more posts like this one.
    healthtipsinurdu

    ReplyDelete
  4. Nowadays so many customers are using these home appliances. These home appliances are used by customers. Our service center is giving the best service to the customers. Our technicians are well knowledgeable and well trained in repairing home appliances. Whirlpool Washing machine Repair Service center Mumbai there are many issues in the washing machine. And different washing machines are there so many different repairs also get in the washing machine. You will get any issues in the washing machine just contact the number in the given below number and login in your complaint. Our service center is providing the service center 24/7. This service center is giving services at any time. Our technicians are taking the visiting charge 400/- only.
    Godrej Washing machine Repair Service center Pune washing machines are mandatory gadgets in every household and every person is using the washing machine in their daily life usage to wash clothes in less time as compared to the human speed, it saves a lot of the time while washing machine. Godrej Washing machine Repair Service center Pune we repair any washer spare parts our technicians are trained our service center provide 24/7 services facilities. This service center is helping the customers. Our technicians are expert in repairing the washing machine. Our technicians are taking the visiting charge 400/- only. This is a very low price to the customers. Just contact the number in the given below.
    We undertake the services for only out of warranty washing machines and we also provide the 90 days of warranty once the service is completed. Our service center is giving the service 24/7. This service will get a few hours to the customer. You will get any issues in the washing machine just contact the number in the given below number. And we replace the branded and high quality parts in place of damaged parts. IFB Washing machine Repair Service center Pune we provide the best service to the customers. You will get any issues in the washing machine just complain about the issues and call the number in the given below number. Our technicians talking about the visiting change 300/-. And our technicians will give the warranty to the spare parts for 3 months.

    ReplyDelete

Post a Comment

Popular posts from this blog

LOVE YOU AS A FRIEND | Story of every friendzoned person

Pyar toh pyar hai Par usey adhoora chodhne se darr raha hoon Haath pe friendship band pehenke Valentines day ka wait kar raha hoon Intro Tumhe sab kuch pata hoga Tum mujhse anjaan thodhi na ho Dost kehti ho mujhe Koi mehmaan thodhi na ho Kehte hain! Pyar hai toh izhaar kar dena chahiye Lekin pyar agar apni dost se hi ho jaaye Tab kya karna chahiye? Darta hoon Agar bol diya toh jaisa rishta hai kahin Usey bhi na kho doon Phir ek baat yeh bhi hai Pyar ki feeling aane ke baad Uska bas friend bhi kaise reh loon? Bas issi darr ke chalte Issi darr ke chalte maine aaj tak usey bataane ki Koshish bhi nahin ki Ishaaro mein pyar tha mere Par usne yeh baat meri Kabhi notice hi nahin ki Sab achanak hua kuch pata nahin chala Dil ko dosh du ki aankhon ko thehraun wajah Ussey kuch bhi bol deta hoon main par yeh bataane ki Mujhmein himmat nahin thi Kahin sunke mujhe woh yeh na keh deti Tumse yeh ummed nahin thi Love you as friend sunke tang hoon main humsafar kyun nahin bann sakta Jab uske har safar m

Moms are the best creation

Mom, I love you, You are my inspiration, You are the best mom in the world, I always need your suggestion,  You always treat me like a little baby, It's a beautiful relation, No body in the world loves me more than you, You always care about my likes & dislikes, Of each & every problem of life - you are a solution, God created many things, But you are the best creation. Love Poems in Hindi, Sad Poems, Maa, Poems on Mother, Poems, Kavita, Hindi quotes, hindi poems, hindi shayari, urdu poetry, Poetry, Shayari, hindi blog, poetry in hindi, poetry foundation ,poetry quotes ,poetry about life ,famous poetry ,poetry website, hindi kavita , poetry in hindi on love , short poetry in hindi , motivational poetry in hindi , poetry in hindi on life , poetry in hindi sad , famous hindi poems, poetry in hindi for friends ,  happiness, what is happiness, cultivating happiness, happiness resources, loneliness, love