Skip to main content
     

Aaj kuch chehre anjaane hai - "Tum The"

Love Poems in Hindi, Sad Poems, Maa, Poems on Mother, Poems, Kavita, Hindi quotes, hindi poems, hindi shayari, urdu poetry, Poetry, Shayari, hindi blog, poetry in hindi, poetry foundation ,poetry quotes ,poetry about life ,famous poetry ,poetry website, hindi kavita , poetry in hindi on love , short poetry in hindi , motivational poetry in hindi , poetry in hindi on life , poetry in hindi sad , famous hindi poems, poetry in hindi for friends ,  happiness, what is happiness, cultivating happiness, happiness resources, loneliness, love


Aaj kuch chehre anjaane hai,
kuch pehchaane hai,
kuch chehre anjaane hai , 
kuch pehchaane hai yunhi mulaqat badhegi toh raabta badhega ek din sab apne ban jaane hai,
apne baare m bas itna kahungi ki , 
mere unka zikar m sareaam nahi karti,
mere unka zikar m sareaam nahi karti aur mein,
unemployed engineer hun yr ,
likhne ke siva koi kaam nahi karti meri iss kavita ka shirshak hai , "Tum The"
Tum The
toh suno , un dino mehez 16 - 17 saal ki thi m un dino mehez
16 - 17 saal ki thi m aur,
raaton ko jagni ki yeh meri aadat nai nai thi tumhe tabhi tih notice karna shuru kiya tha maine aur tumhare sath hone par
mujhe jo milti thi voh rahat nai nai thi pta hi ni chla yeh mulaqat kab aadat ban gai aadat kab zarurat , aur zarurat kab chahat shayad ladakpan ki voh meri pehli si mohabbat nai nai thi
uss samay, iss junoon, iss fitoor us sukoon ka ehsaas toh pehle  kabhi hua hi ni tha kyunki
tum the mere paas
aise , jaise koi nahi tha
tum the mere paas aise jaise koi nahi tha yaad hai mujhe , yaad hai mujhe
jab m thak haar kar ghar aya karti thi aur tera chehra dekh kar
phir se khil jaya karti thi , gehua  sa vo rang gehua sa tera vo rang na jaane kaisa jaadu karta tha yaar you have no idea
m toh mehez teri khushboo se behak jaya karti thi aur uss waqt , uss waqt, uss pal, uss lamha tum the , mein thi
uss lamha, tum the aur m thi
humare darmiyaan aur koi nahi tha kyunki tum the mere paas aise , jaise aur koi nahi tha remember un dino sardiyon  ki raaton m sab ghar wolon ko sula m chatt par aa jaya karti thi , remember un dino sardiyon ki raaton mein, mein sab ghar walon ko sula
chatt par aa jaya karti thi , aur kabhi tujhe aur kabhi uss chand ko bs takti chali jaati thi tum aur chand
tum aur chand  bohut concentration se sunte the mujhe jab m apni novel m harf dar harf
padhti chali jaati thi
tum aur chand bohut concentration se sunte the mujhe jab m apni novels m se vo harf dar harf padhti chali jaati thi aur tumhara temperature humesha mere body temperature se zada rehta tha tumhara temperature humesha mere body temperature se zada rehta tha , 
shararti si m
shararti si m, tumhe apne dono hathon m kas pakad baith jaya krti thi, aur dheere dheere aur dheere dheere  bikharti si uss chandni raat jab mere labon ko tumhara sparsh hota tha meri saanso m maano , teri garmahat ki mishri si ghul jaya karti thi aur iske aage ki kahani m aksar
tere nashe m choor ho bhool jaya karti thi aur uss tarah toh mere vajood m aur koi smaya hi nahi tha kyun ki tum the mere paas aise
jaise koi nahi tha
ki jaanti hun m
ki jaanti hun m aajkal dooriyan zara badhne lagi hai ki jaanti hun m aaj kal yeh dooriyan zara bhadne lagi hai aur mujhe star bucks aur juice corner par kisi aur ke sath dekh
tumhari thodi si toh jalne lagi hai , par yaar tum toh waqif hi nahi meri mohabbat ki hadd se yeh coffee , beer aur nimboo pani sab time paas hai yr , 
kyunki my dear cup of TEA meri yeh zindagi tujce hi toh chalne lagi hai toh jaan-e-bahaar , gule--e-gulzaar ab aise naraz na ho yaar ,
kyunki jitna tujhme hai jitna tujhme hai utna nasha toh cigerette aur sharabon m nahi hai ,
issiliye tu hai mere paas aise jaise aur koi nahi hai 



Comments

Popular posts from this blog

WAQT HAI TUMHARE PAAS ? | Hindi love poetry

Kabhi suna hai tumne ? Kabhi padha hai tumne ? Maine kitna sab kuch likha hai tum pe Agar padha hai toh uss mein apna naam khojne ki koshish ki hogi tumne Aur suna hai toh meri aawaz mein mohabbat mehsoos ki hogi tumne Aao na , Kuch der baithte hain saath Kaho mujhse , Kuch batao jaan ? Kuch batao jaan ? Aise hi liya karti thi na naam tum mera Sune huye kaafi waqt bhi beet gaya Pukaaro na , Phir se aaj Kuch baat karni hai Waqt hai tumhare paas ? Itni buddhu bhi tum ho nahin ki samajh na paayo yeh sab tum par likha hai Itna attitude bhi mat dikhao na ki batao hi na ki kaisa likha hai Mere upar koi ek line bhi likh dena toh main pagal ho jayun khushi se ki mujhe koi chahta hai Tumhare upar toh poori diary bhardi hai Tumhe lagta toh hoga na , Yeh pagal aise kyun karta hai Accha naraaz toh nahin ho na Ki aksar log aankhon ki tareef karte hain aur main tumhaare chashmo pe pada rehta hoon Sach mein , Tum bohot acchi lagti ho Woh black waale frames hi pehna karo Khud socho , Itna koi sochta h

LOVE YOU AS A FRIEND | Story of every friendzoned person

Pyar toh pyar hai Par usey adhoora chodhne se darr raha hoon Haath pe friendship band pehenke Valentines day ka wait kar raha hoon Intro Tumhe sab kuch pata hoga Tum mujhse anjaan thodhi na ho Dost kehti ho mujhe Koi mehmaan thodhi na ho Kehte hain! Pyar hai toh izhaar kar dena chahiye Lekin pyar agar apni dost se hi ho jaaye Tab kya karna chahiye? Darta hoon Agar bol diya toh jaisa rishta hai kahin Usey bhi na kho doon Phir ek baat yeh bhi hai Pyar ki feeling aane ke baad Uska bas friend bhi kaise reh loon? Bas issi darr ke chalte Issi darr ke chalte maine aaj tak usey bataane ki Koshish bhi nahin ki Ishaaro mein pyar tha mere Par usne yeh baat meri Kabhi notice hi nahin ki Sab achanak hua kuch pata nahin chala Dil ko dosh du ki aankhon ko thehraun wajah Ussey kuch bhi bol deta hoon main par yeh bataane ki Mujhmein himmat nahin thi Kahin sunke mujhe woh yeh na keh deti Tumse yeh ummed nahin thi Love you as friend sunke tang hoon main humsafar kyun nahin bann sakta Jab uske har safar m

Moms are the best creation

Mom, I love you, You are my inspiration, You are the best mom in the world, I always need your suggestion,  You always treat me like a little baby, It's a beautiful relation, No body in the world loves me more than you, You always care about my likes & dislikes, Of each & every problem of life - you are a solution, God created many things, But you are the best creation. Love Poems in Hindi, Sad Poems, Maa, Poems on Mother, Poems, Kavita, Hindi quotes, hindi poems, hindi shayari, urdu poetry, Poetry, Shayari, hindi blog, poetry in hindi, poetry foundation ,poetry quotes ,poetry about life ,famous poetry ,poetry website, hindi kavita , poetry in hindi on love , short poetry in hindi , motivational poetry in hindi , poetry in hindi on life , poetry in hindi sad , famous hindi poems, poetry in hindi for friends ,  happiness, what is happiness, cultivating happiness, happiness resources, loneliness, love